Avaidh roop se jcb se kaam karvana ..

Description
Avaidh jameen per extra kabja karke gram Pradhan ke dwara talab ka nirman jcb se ....karvaya ja raha hai...aur jo aadmi lagaye gaye hai ....unhe Paisa nahi Diya ja raha hai....jis jameen par taalab khudwaya ja raha hai vah bhi vivadit jameen ...lekin Pradhan ke dabav se ...jor jabardasti ke samne koi kuchh nahi kar pa raha hai..... isliye Mera anurodh hai ki gopniyata tarike se iski janch ho ....aur karywahi ho....jai hind...jai bharat...

Add new comment

Plain text

  • No HTML tags allowed.
  • Lines and paragraphs break automatically.

Rich Format